SEARCH RESULTS
Showing search results for "khursheed"
Nazm MATCHES FOR "khursheed"
Nazm
muhasara
ki raat jab kisii KHurshiid ko shahiid kare
to sub.h ik nayaa suuraj taraash laatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
do ishq
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
an-kahi
din me.n tuu ik shab-e-mahtaab hai merii KHaatir
sard raato.n me.n mire vaaste KHurshiid hai tuu
Himayat Ali Shayar
Nazm
KHak-e-hind
har sub.h hai ye KHidmat KHurshiid-e-pur-ziyaa kii
kirno.n se guu.ndhtaa hai choTii himaaliyaa kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hum log
dil ke aivaa.n me.n liye gul-shuda sham.o.n kii qataar
nuur-e-KHurshiid se sahme hu.e uktaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
zarre ko KHurshiid me.n de khapaa
bande ko allaah se de tuu milaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
naa-gahaa.n aaj mire taar-e-nazar se kaT kar
Tuk.De Tuk.De hu.e aafaaq pe KHurshiid o qamar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aashob-e-agahi
mere KHvaabo.n ke KHurshiid o mahtaab sab
mere aa.nkho.n me.n ab bhii saje rah ga.e
Ada Jafarey
Nazm
nala-e-firaq
zarra mere dil kaa KHurshiid-aashnaa hone ko thaa
aa.ina TuuTaa hu.aa aalam-numaa hone ko thaa