SEARCH RESULTS
Showing search results for "kishmish"
Nazm MATCHES FOR "kishmish"
Nazm
ab main use yaad bana dena chahta hun
us kii taraf dekhuu.ngaa bhii nahii.n
mai.n koshish karuu.ngaa
Muneer Niyazi
Nazm
jashn-e-ghaalib
ye jashn ye ha.ngaame dilchasp khilaune hai.n
kuchh logo.n kii koshish hai kuchh log bahal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
baiTha hai mere samne wo
merii nazro.n se hai pareshaa.n
KHud apnii kashish se hii KHafaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
teri aawaz
dil ko ye zid thii ki tuu aa.e tasallii dene
merii koshish thii ki kambaKHt ko nii.nd aa jaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
iltija-e-musafir
sitaare ishq ke terii kashish se hai.n qaa.em
nizaam-e-mehr kii suurat nizaam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
jannat tirii pinhaa.n hai tire KHuun-e-jigar me.n
ai paikar-e-gul koshish-e-paiham kii jazaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
akele kamre mein
kashish nahii.n hai tumhaare binaa bahaaro.n me.n
ye chhat ye chaa.nd sitaare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
rahii hai is ke liye daaKHlii kashish mujh me.n
rahaa huu.n dekhtaa chup-chaap der tak us ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tazad
yaziid aaj bhii bante hai.n log koshish se
husain KHud nahii.n bantaa KHudaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
main aur main!
vaqt ki jis kii zad me.n saare sayyaare hai.n
sayyaare jo qaa.em hai.n apnii hii kashish par
Saqi Faruqi
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
ab na pindaar-e-vafaa hai na mohabbat kii jazaa
dast-e-a.adaa kii kashish hai na rafiiqo.n kii sazaa
Mohsin Naqvi
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kashish kaa raaz huvaidaa kiyaa zamaane par
lagaa ke aa.iina-e-aql-e-duur-bii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
lag bhii jaa.e to us me.n
vo kashish nahii.n hotii
Moeen Nizami
Nazm
diwar
har sitaare kii apnii kashish hogii lekin
KHalaa.o.n me.n murda sitaaro.n kii qismat