SEARCH RESULTS
Showing search results for "kufr"
Nazm MATCHES FOR "kufr"
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye
Nazeer Akbarabadi
Nazm
taaruf
kufr o ilhaad se nafrat hai mujhe
aur maz.hab se bhii be-zaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saneha
barham hai zulf-e-kufr to iimaa.n sar-niguu.n
vo faKHr-e-kufr o naazish-e-iimaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
man ka haq
mai.n sivaa.e kufr ke har hukm us kaa maan luu.n
ai KHudaa-e-do-jahaa.n ai maalik-e-roz-e-jazaa
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
aaj ke munafiq
dilo.n me.n kufr labo.n par himaayat-e-islaam
chhurii baGal me.n dabaa.e hu.e hai.n mu.nh par raam
Nasira Zuberi
Nazm
baba guru-nanak dev
aur kahaa had ho chukii hai kufr kii ilhaad kii
ek duniyaa muntazir hai aap ke irshaad kii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
maut ka git
qalb-e-giitii mai.n tabaahii ke sharaare bhar de.n
zulmat-e-kufr ko iimaan nahii.n kahte hai.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
haq-parastii ke tasavvur se hamesha KHush the
kufr aur shirk se bezaar guruu-naanak the
Shyam Sunder Lal Barq
Nazm
talKH-o-tursh
jo mirii baat samajhtaa vo suKHan-daa.n na milaa
kufr o islaam kii KHalvat me.n bhii jalvat me.n bhii
Rahi Masoom Raza
Nazm
na-umidi kufr hai
maGrib-o-mashriq kii saarii bahs me.n tum naa-umiidii ke sivaa kyaa de sake
naa-umiidii kufr hai
Anjum Azmi
Nazm
ai watan
bevafaa.ii jis ne kii tujh se yaqiinan jo bhii ho
naa-mukammal us kaa iimaa.n kufr us ke dil me.n hai
Akhtar Husain Shaafi
Nazm
la bhi hai ek guman
kufr masjid me.n bahaataa hai lahuu
ishq sajde me.n kahe ''shukr-allaah''
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
mazdur ki zindagi
ho nahii.n saktaa ki vo aaraam le din ko kabhii
kufr hai maz.hab me.n us ke kaahilii kii zindagii