SEARCH RESULTS
Showing search results for "laachaar"
Nazm MATCHES FOR "laachaar"
Nazm
zalzala
saahab-e-daulat-o-zii-rutba-o-zardaar ho ek
be-navaa Gam-zada-o-bekas-o-laachaar ho ek
Shakeel Badayuni
Nazm
dehli
magar ye kaise ho jab chaarasaaz KHud laachaar
ilaaj kaun kare jab tabiib KHud biimaar
Wamiq Jaunpuri
Nazm
kash
mai.n shahr-e-tamannaa kii taaraaj nagrii ke malbe me.n
laachaar-o-tanhaa
Aarif Akhtar Naqvi
Nazm
jahan hum log rahte hain
to ye mahsuus hotaa hai
ki ham biimaar hai.n laachaar hai.n tanhaa aur qallaash hai.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
ummid ke karishme
ek buu.Dhaa mariiz hai laachaar
phir bhii vo jaan se nahii.n bezaar
Naseem Amrohvi
Nazm
raat, mamul aur hum
aur tuu phir hame.n paa kar laachaar
apnii baa.nho.n kaa sahaaraa degii
Aftab Shamsi
Nazm
fariyaad (fariyaadi aashna hai)
ki me.n laachaar ho kar rah ga.ii huu.n
bahut biimaar ho kar rah ga.ii huu.n