SEARCH RESULTS
Showing search results for "laag"
Nazm MATCHES FOR "laag"
Nazm
Cleopatra
shaam ke daaman me.n pechaa.n niim-afra.ngii hasii.n
nuqra.ii paaro.n me.n ik sone kii laag
Akhtarul Iman
Nazm
hubb-e-watan
rahne do ahl-e-ilm hai.n is tarah
pahalvaano.n me.n laag ho jis tarah
Altaf Hussain Hali
Nazm
bulbul o parwana
tapish ye bazm me.n faanuus par nahii.n achchhii
ki aag laag kii o be-KHabar nahii.n achchhii
Suroor Jahanabadi
Nazm
uncha makan
zehn-e-insaanii kaa tuufaan kha.Daa ho jaa.e
aur vo naaznii.n be-saaKHta be-laag iraade ke baGair
Meeraji
Nazm
26 january
kyaa mol lag rahaa hai shahiido.n ke KHuun kaa
marte the jin pe ham vo sazaa-yaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
nani-aman ki wafat par ek nazm
laag-lag len-den mel-milaap
puuchh-gachh rakh-rakhaav riit-rivaaj
Abdul Ahad Saaz
Nazm
kangan
mai.n tire kaan se lag kar ka.ii baate.n kartaa
terii zulfo.n ko tire gaal ko chuumaa kartaa
Wasi Shah
Nazm
shafaq
falak niil-guu.n is me.n surKHii kii laag
hare ban me.n goyaa lagaa dii hai aag
Ismail Merathi
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
tum ne saahil pe kha.De girje kii diivaar se lag kar
apnii gahnaatii hu.ii kokh ko mahsuus kiyaa hai?
Gulzar
Nazm
hallucination
mujhe jo Gaar jaisaa lag rahaa hai
vahaa.n mak.Dii ne jaal bun liyaa hai
Ammar Iqbal
Nazm
tajdid
ab mire shaane se lag kar kis liye rotii ho tum
yaad hai tum ne kahaa thaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
phir phurere ban ke mere tan-badan kii dhajjiyaa.n
shahr ke diivaar-o-dar ko rang pahnaane lagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tamaam raat tairte rahe the ham
ham ek duusre ke jism o jaa.n se lag ke