SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagaav"
Nazm MATCHES FOR "lagaav"
Nazm
hamesha der kar deta hun
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
badalte mausamo.n kii sair me.n dil ko lagaanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
nashat-e-umid
KHushk thaa bin tere daraKHt-e-amal
tuu ne lagaa.e hai.n ye sab phuul phal
Altaf Hussain Hali
Nazm
kahani
ruup-nagar kii ik raanii thii, us se hu.aa lagaav
bachcho, us raanii kii kahaanii sun lo aur so jaa.o
Mustafa Zaidi
Nazm
kuchh rishte jalane paDe
unhe.n nahii.n thaa ko.ii lagaav mujh se
sardii ba.Dh rahii thii
Kamal Upadhyay
Nazm
muhaqqiq
aap ko yuu.nhii hai aasaar-e-qadiima se lagaav
jis tarah chuunaa Dalii, katthe ko nisbat paan se
Raza Naqvi Vahi
Nazm
daKHil-Khaarij
saare lagaav ek saa hii dukh dete hai.n
KHushiyaa.n diigar hotii hai.n sab kii
Sudhanshu Firdaus
Nazm
gul ba-nok-e-Khaar
mire husn-o-javaanii ke munaasib
lagaav daam aur mujh ko KHariido
Qaisar Ziya Qaisar
Nazm
mujhe bata to sahi
vahii adaa vahii andaaz KHadd-o-KHaal magar
lagaav dil kaa yuu.nhii be-sabab nahii.n hotaa
Saima Esma
Nazm
shikwa
tere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa ham ne
tere qur.aan ko siino.n se lagaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
mere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa kis ne
mere qur.aan ko siino.n se lagaayaa kis ne
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
meh.ndii lagaa.e suuraj jab shaam kii dulhan ko
surKHii liye sunahrii har phuul kii qabaa ho