SEARCH RESULTS
Showing search results for "lapak"
Nazm MATCHES FOR "lapak"
Nazm
dard aaega dabe panw
shola-e-dard jo pahluu me.n lapak uTThegaa
dil kii diivaar pe har naqsh damak uTThegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHun phir KHun hai
mahmil-e-majlis-e-aqvaam kii lailaa se kaho
KHuun diivaana hai daaman pe lapak saktaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ja.ngal pe lapak rahe hai.n shole
taa.uus ko raqs kii pa.Dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
an-kahi
jaise sho.ala saa nigaaho.n me.n lapak kar rah jaa.e
KHalvat-e-bazm ho yaa jalvat-e-tanhaa.ii ho
Himayat Ali Shayar
Nazm
iqbaal
ye giit misal-e-shola-e-javvaala tund-o-tez
is kii lapak se baad-e-fanaa kaa jigar gudaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
ye chhab ye ruup ye joban ye saj ye dhaj ye lahak
chamakte taaro.n kii kirno.n kii narm narm phuvaar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sher aur KHargosh
lapak ke uThaa sher bolaa bataa
kahaa.n hai bataa us ko kachchaa chabaa jaa.uu.ngaa
Gulzar
Nazm
ajnabi aurat
ye guzargaaho.n pe dev-aasaa javaa.n
jin kii aa.nkho.n me.n gurisna aarzu.o.n kii lapak
Noon Meem Rashid
Nazm
tarah-e-nau
sho.ale lapak rahe hai.n jahannam kii god se
baaG-e-jinaa.n me.n jalva-e-huur-o-parii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
bachchon ka KHat chacha KHarru shechof aur mamun candy
aap dono.n hai.n bahaadur suurmaa kyaa is me.n shak
ek baadal kii garaj hai ek sho.ale kii lapak