SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahjuur"
Nazm MATCHES FOR "mahjuur"
Nazm
jawab-e-shikwa
jo musalmaan thaa allaah kaa saudaa.ii thaa
kabhii mahbuub tumhaaraa yahii harjaa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
murda shaaKHo.n par bain karuu.n
har mahjuur sutuun ko itnaa TuuT ke chuumuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
nashat-e-umid
KHaatir-e-ranjuur kaa darmaa.n hai tuu
aashiq-e-mahjuur kaa iimaa.n hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
izhaar aur rasai
ek zarra ki hamesha se hai KHud se mahjuur
kabhii naira.ng-e-sadaa ban ke jhalak uThtaa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
ai hijr-zada shab
aa kuchh to ghaTe Gam
is saa.at-e-mahjuur kii fariyaad ho maddham
Amjad Islam Amjad
Nazm
tazmin bar-ashaar-e-ghaalib
gosh mahjuur-e-payaam o chashm mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa ummiid-vaarii haa.e haa.e
Ze Khe Sheen
Nazm
nisf shab
zindagii kii nisf shab hone ko hai
gar yahii hai is dil-e-mahjuur ke fan kaa maqaam
Abeera Ahmad
Nazm
nawa-e-paira-e-kar-gah-e-shisha-gari
guzarte qaafilo.n kii aahaTo.n se duur
jaras kii baa.ng se mahjuur
Shafiq Fatima Shera
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ham ko jam.iiyat-e-KHaatir ye pareshaanii thii
varna ummat tire mahbuub kii diivaanii thii