SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahjuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahjuur"
Nazm
jawab-e-shikwa
jo musalmaan thaa allaah kaa saudaa.ii thaa
kabhii mahbuub tumhaaraa yahii harjaa.ii thaa
Allama Iqbal
Ghazal
gosh mahjuur-e-payaam o chashm-e-mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa-ummiid-vaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaraab ho ke bhii sochaa kiye tire mahjuur
yahii ki terii nazar hai tirii nazar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahjuur"
Ghazal
KHaatir-e-ahl-e-nazar husn ko manzuur nahii.n
is me.n kuchh terii KHataa diida-e-mahjuur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ban-bas
murda shaaKHo.n par bain karuu.n
har mahjuur sutuun ko itnaa TuuT ke chuumuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
nashat-e-umid
KHaatir-e-ranjuur kaa darmaa.n hai tuu
aashiq-e-mahjuur kaa iimaa.n hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
izhaar aur rasai
ek zarra ki hamesha se hai KHud se mahjuur
kabhii naira.ng-e-sadaa ban ke jhalak uThtaa hai
Noon Meem Rashid
Ghazal
dil-e-mahjuur me.n armaan-e-visaal
na sahii diid kii hasrat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
'faanii'-e-mahjuur thaa aaj aarzuu-mand-e-ajal
aap ne aa kar pashiimaan-e-tamannaa kar diyaa
Fani Badayuni
Sher
ek ne.amat tire mahjuur ke haath aa.ii hai
iid kaa chaa.nd charaaG-e-shab-e-tanhaa.ii hai













