SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahjuur"
Ghazal MATCHES FOR "mahjuur"
Ghazal
gosh mahjuur-e-payaam o chashm-e-mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa-ummiid-vaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaraab ho ke bhii sochaa kiye tire mahjuur
yahii ki terii nazar hai tirii nazar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujh KHasta o mahjuur kii aa.nkhe.n hai.n tarastii
kab se tujhe ai sarv-KHiraamaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
KHaatir-e-ahl-e-nazar husn ko manzuur nahii.n
is me.n kuchh terii KHataa diida-e-mahjuur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
dil-e-mahjuur me.n armaan-e-visaal
na sahii diid kii hasrat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
'faanii'-e-mahjuur thaa aaj aarzuu-mand-e-ajal
aap ne aa kar pashiimaan-e-tamannaa kar diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
Imdad Imam Asar
Ghazal
du.aa hai 'qaisar'-e-mahjuur kii yahii paiham
ki tuu bhii jalva-e-ruKHsaar-e-yaar ko tarse
Qaisar Nizami
Ghazal
gar ishq se vaaqif mare mahbuub na hotaa
hotaa na mai.n mahjuur vo mahjuub na hotaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
kyaa KHabar kis mo.D par mahjuur yaade.n aa mile.n
ghuumtii raaho.n pe gard-e-aarzuu me.n ghuumiye
Majeed Amjad
Ghazal
ek ne.amat tire mahjuur ke haath aa.ii hai
iid kaa chaa.nd charaaG-e-shab-e-tanhaa.ii hai
Manzar Lakhnavi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
jaam labrez hu.aa hai kisii mahjuur kaa aaj
buu-e-KHuu.n aatii hai saaqii tire paimaane se
Yagana Changezi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
shikasta-ruuh sulagtii nigah dil-e-mahjuur
na puuchh kaise har ik zaKHm kaa shumaar kiyaa