SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahsuus"
Nazm MATCHES FOR "mahsuus"
Nazm
shikwa
ham ko jam.iiyat-e-KHaatir ye pareshaanii thii
varna ummat tire mahbuub kii diivaanii thii
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
Gair-mahsuus tariiqe se vo chau.nkaa hogaa
ek jumle ko ka.ii baar sunaayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
nazm
terii chup se hii ye mahsuus kiyaa thaa mai.n ne
jiit jaa.egaa kisii roz tiraa Gam mujh se
Tahzeeb Hafi
Nazm
teri aawaz
tuu bahut duur kisii anjuman-e-naaz me.n thii
phir bhii mahsuus kiyaa mai.n ne ki tuu aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
merii be-maqsad baato.n se tang bhii aa jaatii hai to
mahsuus nahii.n hone detii
Tahzeeb Hafi
Nazm
mulaqat
mahsuus kiyaa mai.n ne tire Gam se Gam-e-dahr
varna mire ash.aar me.n ye baat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
use maine nahin dekha
mujhe mahsuus hotaa hai
ko.ii dil chiirtii KHushbuu mujhe aavaaz detii hai
Abbas Tabish
Nazm
bunda
apne mahke hu.e bistar kii har ik silvaT me.n
juu.nhii kartii.n tirii narm u.ngliyaa.n mahsuus mujhe
Majeed Amjad
Nazm
shahar-bano ke liye ek nazm
mujhe mahsuus hotaa hai
ki marg-e-zaat ke ehsaas se bhar jaa.uu.ngaa fauran