SEARCH RESULTS
Showing search results for "maidaan"
Nazm MATCHES FOR "maidaan"
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Nazm
ai sharif insano
jang ke aur bhii to maidaa.n hai.n
sirf maidaan-e-kisht-o-KHuu.n hii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
main tumhein yaad kar raha tha
mai.n tumhe.n yaad kar rahaa thaa
jab maidaan se ek bachche kaa janaaza guzar rahaa thaa
Sarvat Husain
Nazm
o des se aane wale bata
ma.amuur hai.n gulzaar ab ki nahii.n
baazaar me.n maalan laatii hai
Akhtar Shirani
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
urdu
vo ham nahii.n hai.n jo ba.Dh ke maidaa.n me.n aa.e ho.n aur ThiThak ga.e hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
aaKHiri lamha
sau zaKHm bhii khaa kar maidaa.n se haTte nahii.n jur.at-ma.nd kabhii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
naya janm
ye kahte hai.n ki ab armaa.n nikaalo apne barso.n ke
tumhaare saamne phailaa hu.aa maidaan saaraa hai
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
ko.ii utraa na maidaa.n me.n dushman na ham
ko.ii saf ban na paa.ii, na ko.ii alam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat aur rail
ik sitaara TuuT kar jaise ravaa.n ho arsh se
rif.at-e-kohsaar se maidaan me.n aatii hu.ii