SEARCH RESULTS
Showing search results for "majnuu.n"
Nazm MATCHES FOR "majnuu.n"
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
Dhuu.nDtii phirtii hai mutrib ko phir us kii aavaaz
joshish-e-dard se majnuu.n ke garebaa.n kii tarah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahani
ham jangal jangal phirte the us ke liye diivaane
rishii bane, majnuu.n kahlaa.e, lekin haar na maane
Mustafa Zaidi
Nazm
tark-e-mohabbat ke baad
bed-e-majnuu.n ke tilismaat se pal-pal chhantii
aasmaano.n ko lapaktii hu.ii ik taan kii yaad
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
bulbul
chaman me.n laa.ii hai phuulo.n kii aarzuu tujh ko
milaa kahaa.n se ye ehsaas-e-ra.ng-o-buu tujh ko
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
abstract art
us ko naqqaad to ik chashma-e-haivaa.n samjhaa
mai.n use hazrat-e-majnuu.n kaa garebaa.n samjhaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
sher-o-shaeri
vo jo majnuu.n hai.n duudh piine ke
un se to shaa.erii nahii.n hotii
Dharmpal Aaqil
Nazm
shahr aur main
reza reza ho ga.e merii tarah kitne vajuud
ab nahii.n mumkin kisii sahraa me.n majnuu.n kaa varuud
Chandrabhan Khayal
Nazm
akaD shah ki zehanat
mai.n kyo.n KHud ko be-aql-o-majnuu.n kahuu.n
tavaazo.a kii KHaatir Galat kyo.n kahuu.n