SEARCH RESULTS
Showing search results for "mansab"
Nazm MATCHES FOR "mansab"
Nazm
wirsa
ahal-e-mansab hai.n Galat-kaar to un ke mansab
terii taa.iid se Dhaale ga.e to mujrim hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
taKHta-e-daar na mansab na adaalat kii KHalish
ab to ik chiiKH sii ho.nTo.n me.n dabii rahtii hai
Mohsin Naqvi
Nazm
shahar-e-yaran
vo pahu.nch jaa.e to hogii phir se barpaa anjuman
aur tartiib-e-maqaam-o-mansab-o-jaah-o-sharaf
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kash samajhdar na banun
is aa.alii mansab par kaam karte karte
mai.n thak bhii to saktii huu.n
Ateeya Daud
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
na daulat na mahal na sar pe taaj maa.nguu.ngaa
na ohda-o-mansab na ko.ii jaah-o-jalaal
Abu Bakr Abbad
Nazm
dua
chhiin le ham se apnii KHilaafat kaa mansab
ki ham vaaqa.ii is ke laa.eq nahii.n
Aarif Akhtar Naqvi
Nazm
achchhi nazm ki KHwahish
ko.ii nazm na kahnaa jab tak tum par ye sab naa utre
nazm kaa ko.ii apnaa rutba apnaa mansab naa utre
Asna Badr
Nazm
wasl-e-shirin ke liye
meraa mansab hai husuul-e-shiirii.n
vasl-e-shiirii.n ke liye tesha uThaataa huu.n mai.n
Zaheer Siddiqui
Nazm
munkir ka KHauf
puraanaa paasbaa.n zill-e-ilaahii kaa
jise chaahe kare mansab ataa aalam-panaahii kaa
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
taqsim-e-wazarat
vaziir-e-aab kaa mansab dikhaane ke liye rakh lo
qalam-daan-e-zaraa.at samdhiyaane ke liye rakh lo
Khalid Irfan
Nazm
habib jalib
ho nazm yaa ki Gazal muKHtalif vo sab se thaa
kamaal pyaar use mansab-e-adab se thaa
Muslim Shameem
Nazm
piyare bachchon ki piyari tamannaen
apnii taqdiir ke ham hai.n me.amaar
apnaa mansab na kabhii bhuule.n ham
Ata Abidi
Nazm
silsila-e-mukalimat-e-KHud-kalami
mansab-e-aazaadgii aadam kaa
ik parvaana-e-Gaarat-garii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shoala-e-ishq
baa'd mere kyaa ye mansab ko.ii paa.egaa kabhii
shola-e-sham.a siyah-posh hu.aa
Salahuddin Parvez
Nazm
lahu bolta hai 5
vo mansab-e-nasl jo farishto.n se baalaa-tar hai
jo merii aamad kaa muntazir hai
Satyapal Anand
Nazm
majazi KHuda
vo taqaazaa-e-mansab majaazii KHudaa
jo KHudaa ban ke jannat bachaa na sakaa