SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqalat e"
Nazm MATCHES FOR "maqalat e"
Nazm
KHuda wo waqt na lae
tirii masarrat-e-paiham tamaam ho jaa.e
tirii hayaat tujhe talKH jaam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mustaqbil
pastiyaa.n kar le.ngii tai saare maqaamaat-e-fraaz
KHaak ke zarre surayyaa tak rasaa ho jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
surud
besh-qiimat hai.n ye Gam-haa-e-mahabbat mat bhuul
zulmat-e-yaas ko mat sau.np KHaziina apnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
haal-o-maqam
ahvaal-o-maqaamaat pe mauquuf hai sab kuchh
har lahza hai saalik kaa zamaa.n aur makaa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
kahan jaoge
bevafaa.ii kii gha.Dii, tark-e-madaaraat kaa vaqt
is gha.Dii apne sivaa yaad na aa.egaa ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj shab koi nahin hai
aaj shab dil ke qarii.n ko.ii nahii.n hai
aa.nkh se duur tilismaat ke dar vaa hai.n ka.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dawat-e-amal
laakh chehro.n pe numaayaa.n ho.n masarrat ke nuquush
zindagii Gam-kada-e-qalb-o-nazar hai ai dost
Anwar Sabri
Nazm
ai jahan dekh le!
ai jahaa.n dekh le kab se be-ghar hai.n ham
ab nikal aa.e hai.n le ke apnaa alam
Habib Jalib
Nazm
dua
ik fikr-e-suKHan chho.D ke aataa hai mujhe kyaa
is ek hunar me.n to mahaarat mujhe de de
Sada Ambalvi
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale
Habib Jalib
Nazm
ru-ba-ru-e-marg
maut se kyuu.n Daruu.n mai.n aaj bhalaa
maut to zindagii kii vus.at hai
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
ibn-e-adna
ibn-e-adnaa ko ik baar phir se bulaayaa gayaa
ibn-e-adnaa ki apne kamaal-e-mahaarat me.n be-misl thaa