SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqtal-e-naaz"
Nazm MATCHES FOR "maqtal-e-naaz"
Nazm
ai ishq kahin le chal
ik maskan-e-ashraar-o-aazaar hai ye duniyaa
ik maqtal-e-ahraar-o-abraar hai ye duniyaa
Akhtar Shirani
Nazm
lab-bastagi
yahii hai maqtal-e-be-aab reg-e-dasht-e-balaa
jahaa.n pe tishna-labaa.n e.Diyaa.n raga.Dte hu.e
Safar Naqvi
Nazm
lucknow
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
vo nau-bahaar-e-naaz ki hai jaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
''ko.ii ma.ashuuq ba-sad-shaukat-o-naaz aataa hai
surKH bairaq hai samundar me.n jahaaz aataa hai''
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hum KHud bhi apne sath nahin
dar aa.ii siyaahii o.Dhe hu.e
ham maqtal-e-shab me.n aa baiThe
Pirzada Qasim
Nazm
dhuen ke phul
gum-shuda qurbate.n
maqtal-e-vaqt kii pahlii chaukhaT pe sar ko jhukaa.e hu.e
Tanha Timmapuri
Nazm
mazdur
zindagii ko naagavaar ik saaneha jaane hu.e
bazm-e-kibr-o-naaz me.n farz apnaa pahchaane hu.e
Seemab Akbarabadi
Nazm
andheri basti
hukm hai maqtal-o-zindaa.n ke nigahbaano.n kaa
aadamiyyat ke taqaddus kaa uThaa.o na savaal
Muslim Shameem
Nazm
goristan-e-shahi
chaa.nd jo suurat-gar-e-hastii kaa ik ejaaz hai
pahne siimaabii qabaa mahv-e-KHiraam-e-naaz hai
Allama Iqbal
Nazm
ek sawal KHuda-e-bartar se
dil mahv-e-niyaaz-o-naaz rahtaa ho
fazaa-e-be-karaa.n ke sahar kaa hamraaz rahtaa ho
Sajida Zaidi
Nazm
salma
jahaan-e-quds kaa tuu ek firdausii fasaana hai
tujhe misr-e-jamaal-o-naaz kii ik saahira kahiye
Nayyar Wasti
Nazm
eid us pari-wash ki
chhe.Daa vo hasii.n shab ne tamannaa.o.n kaa jaaduu
lahraa ga.ii KHalvat-kada-e-naaz me.n KHushbuu
Abdul Ahad Saaz
Nazm
jaliyan-wala bagh
raqsaa.n hai jahaa.n jashn-e-shahaadat 'hindii'
vo jalva-gah-e-naaz hai jaliyaa.n-vaalaa
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
ham hii to kabhii maut se the khelne vaale
the maqtal-o-zindaa.n ke charaaGo.n ke ujaale
Tariq Qamar
Nazm
mirza-ghaalib
guu.nj uTThaa tere naGmo.n se hariim-e-hsun-o-naaz
aaj tak mahfuuz hai har dil me.n teraa soz-o-saaz