SEARCH RESULTS
Showing search results for "marva"
Nazm MATCHES FOR "marva"
Nazm
nae sur ki tamsil
jis me.n raago.n kaa jauhar ba.ndhaa hai
kahii.n aimanii ras kahii.n maarvaa ThaaTh bhageshirii
Akhtar Usman
Nazm
ru-posh hone ka din
un pahaa.Do.n ke piichhe
kahii.n par safaa aur marva nahii.n thii
Iqtidar Javed
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
the hamii.n ek tire maarka-aaraa.o.n me.n
KHushkiyo.n me.n kabhii la.Dte kabhii dariyaa.o.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
martaa huu.n KHaamushii par ye aarzuu hai merii
daaman me.n koh ke ik chhoTaa saa jho.npa.Daa ho
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
vo shajra jo kanaana fahr Gaalib ka.ab marra se
qusai o haashim o sheba abuu-taalib tak aataa thaa
Jaun Eliya
Nazm
parchhaiyan
jiine kii KHaatir martaa huu.n
apne fan ko rusvaa kar ke aGyaar kaa daaman bhartaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n ko.ii raah huu.n tum raah dekhne vaale
ki muntazir to maraa par na intizaar maraa
Zubair Ali Tabish
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
betaab na ho maarka-e-biim-o-rajaa dekh!
hai.n tere tasarruf me.n ye baadal ye ghaTaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
roz jiitaa huu.n roz martaa huu.n
jab tire shahr se guzartaa huu.n
Saifuddin Saif
Nazm
aadmi ki talash
abhii maraa nahii.n zinda hai aadmii shaayad
yahii.n kahii.n use Dhuu.nDo yahii.n kahii.n hogaa