SEARCH RESULTS
Showing search results for "matlab-o-ma.anii"
Nazm MATCHES FOR "matlab-o-ma.anii"
Nazm
bu-ali andar-ghubar-e-naqa gum
kyaa karuu.n mai.n
band kar duu.n apnaa baab-e-lafz-o-ma.anii
Satyapal Anand
Nazm
zohd aur rindi
hazrat ne mire ek shanaasaa se ye puuchhaa
'iqbaal' ki hai qumri-e-shamshaad-e-ma.aanii
Allama Iqbal
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
dariyaa-e-tabii'at ko ravaa.n ham ne kiyaa hai
durr-e-haa-e-ma'aanii ko 'ayaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
abhi kuchh aur
zamiin-e-harf-o-ma.anii se abhii kuchh KHaar chun.ne hai.n
KHayaalo.n ko dhanak ban.naa hai shaayad
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
wo inqalab ka mutrib
kisii KHayaal kaa paikar kisii sanam kaa KHayaal
hai qaht-e-lafz-o-ma.aanii kaa marhala darpesh
Muslim Shameem
Nazm
shair se KHitab
jalva-e-husn-e-ma.aanii se na se.nkii jab nigaah
jab uruus-e-fikr kii KHalvat sajaa sakte nahii.n
Sareer Kabiri
Nazm
wo harf-e-tanha
(bahisht rakh lo hame.n KHud apnaa javaab de do!)
jise tamannaa-e-vasl-e-m.anaa
Noon Meem Rashid
Nazm
programme
aur din ko vo sar-gashta-e-asraar-o-ma.aanii
shahr-e-hunar-o-kuu-e-bayaabaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
book fair
KHuubsuurat KHayaalaat kii taazgii
husn-e-alfaaz-o-husn-e-ma.aanii ke sab mo'tarif
Nasr Ghazali
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
banaayaa zarro.n kii tarkiib se kabhii aalam
KHilaaf-e-ma.ani-e-taaliim-e-ahl-e-dii.n mai.n ne