SEARCH RESULTS
Showing search results for "matlab-o-ma.anii"
Ghazal MATCHES FOR "matlab-o-ma.anii"
Ghazal
hame.n bhii matlab-o-ma.anii kii justujuu hai bahut
hariif-e-harf magar ab ke duu-ba-duu hai bahut
Zafar Iqbal
Ghazal
Gam-e-davaam-e-mohabbat hai tishna-e-ma.anii
fanaa ke baa'd agar manzil-e-hayaat nahii.n
Mani Nagpuri
Ghazal
qaabil-e-rashk hai ai dost hayaat-e-'maanii'
terii yaado.n kaa shabiina kabhii afkaar kii raat
Mani Nagpuri
Ghazal
ye fazaa-e-fikr ai 'maanii' hai me.araaj-e-suKHan
ab magar taKH.iil me.n vo barq-saamaanii kahaa.n
Mani Jayasi
Ghazal
jazaa hai Gam kii to mil jaa.e aaj ai 'maanii'
ki sau Gamo.n kaa hai Gam kal kaa intizaar mujhe
Mani Jayasi
Ghazal
soz-e-'maanii' kaa zamaane me.n hai kis ko ehsaas
aaj phir dard mire pahluu me.n bekaar uThaa
sulaiman ahmad mani
Ghazal
KHaraab-e-shauq hu.aa jab se is nigaah kaa dil
charaaG-e-mai-kada hai gaah KHaanqaah kaa dil
Mani Nagpuri
Ghazal
Mani Nagpuri
Ghazal
'maanii' sham-e-hariim-e-Gazal bujh ga.ii
vo 'jigar' shaa.ir-e-KHush-bayaa.n so gayaa
Mani Nagpuri
Ghazal
suruur-e-chashm-e-nigaaraa.n na puuchhiye 'maanii'
tabii.at aaj bhii mauzuu.n hai shaa.irii ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
faroG-e-jaam se ik sub.h-e-mustaqil maa.ngo
sahar mile na agar mai-kade me.n raat ke baad
Mani Nagpuri
Ghazal
Mani Nagpuri
Ghazal
Mani Nagpuri
Ghazal
shorish-e-dahr ko dahliiz se Takraane de
dar khulaa chho.D na 'maanii' ko.ii jharne ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
rind laa.e mai-o-saaGar kii hasii.n tashbiihe.n
isti'aara nigah-e-husn thii paikaa.n ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
yahii vo 'maanii' hai salmaa-e-gonDvaana tiraa
jo faiz-e-ruKH se tire saahib-e-kitaab bhii hai
Mani Nagpuri
Ghazal
'maanii' kah do shaa.irii-juzvest-az-paiGambarii
ham pa-e-tabliiG mulk-e-dilbarii me.n aa ga.e
Mani Nagpuri
Ghazal
diivaangii-e-ishq kaa 'maanii' pe hai karam
aavaara-gard-e-kuu-e-nigaaraa.n banaa diyaa