SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-sham.a"
Nazm MATCHES FOR "misl-e-sham.a"
Nazm
jaliyan-wala bagh
tere chhalnii dil ke zaKHmo.n kii jalan
misl-e-sham.a-e-hurriyat hai zau-fagan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
ai KHuda
terii rahmat ke saa.e me.n chalte rahe.n
misl-e-sham'-e-farozaa.n pighalte rahe.n
Amanul Haque Balapuri
Nazm
rishte ki zanjir
be-niyaazaana tuu misl-e-sham’-e-sahar
merii haalat se be-fikr jaltii rahii
Ejaz Ali Arshad
Nazm
shikwa
aag takbiir kii siino.n me.n dabii rakhte hai.n
zindagii misl-e-bilaal-e-habashii rakhte hai.n
Allama Iqbal
Nazm
aql-o-dil
kaam duniyaa me.n rahbarii hai miraa
misl-e-KHizr-e-KHajista-paa huu.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
dementia aur jiniyati rafugar
jo mirii jiiniyaatii viraasat me.n likkhaa gayaa
misl-e-dast-e-'aduu
Abid Raza
Nazm
zamin se ishq
terii aa.nkhe.n hai.n chaa.nd aur suuraj
tere abruu hai.n misl-e-qaus-o-quzah
Mujeeb Shehzar
Nazm
man arafa nafsahu
mere kamre kii fazaa me.n
misl-e-aab-e-siyaah raushan hai
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
gul ba-nok-e-Khaar
mirii baahe.n hai.n misl-e-shaaKH-e-sandal
badan meraa hai laala-zaar dekho
Qaisar Ziya Qaisar
Nazm
apne yazdan se ek sawal mera
misl-e-maah-e-tamaam tuu mujh ko
raasta kyo.n dikhaa nahii.n saktaa
Shaista Mufti
Nazm
gharibon ka KHuda koi nahin
ek din thii dopahar kii saKHt garmii aashkaar
dhuup kii shiddat thii misl-e-naar-e-dozaKH qahr-baar
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
shoara-e-qaum se KHitab
ai shaa.iraan-e-qaum zamaana badal gayaa
par misl-e-zulf-e-yaar tumhaaraa na bal gayaa
Shah Deen Humayun
Nazm
nazm ittihad
do din rahe jo aa ke jahaa.n me.n to khal ga.e
aaKHir ko misl-e-KHaar-e-chaman se nikal ga.e