SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohammad taqi meer jameel jalibi ebooks"
Nazm MATCHES FOR "mohammad taqi meer jameel jalibi ebooks"
Nazm
taj-mahal
taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hii sahii
tujh ko is vaadi-e-ra.ngii.n se aqiidat hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
bebasi
ye bhaTaktii hu.ii ruuhe.n ye nasheb aur faraaz
terii mahfil me.n farozaa.n na hu.ii sham.a-e-niyaaz
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
gurez
mai.n ne jis raah ko muddat se badal Daalaa hai
phir se vo raah dikhaane ko chalii aa.ii ho
Raza Ashk
Nazm
daraKHton ke liye
ai daraKHto! tumhe.n jab kaaT diyaa jaa.egaa
aur tum suukh ke lak.Dii me.n badal jaa.oge
Fazil Jamili
Nazm
iltimas
aa.iye vaqt ke chehre se uThaa.e.n ye naqaab
aa.iye apne raqiibo.n se mulaaqaat kare.n
Ahmad Raees
Nazm
bakira
aasmaa.n tapte hu.e lohe kii maanind safed
reg suukhii hu.ii pyaase kii zabaa.n kii maanind
Fahmida Riaz
Nazm
siraj aurang-abaadi
jabiin-e-ziist pe marquum hai mirii aavaaz
ki tuu ne zinda kiye husn-o-ishq ke e.ajaaz
Maikash Akbarabadi
Nazm
subh se sham tak
ek shoKHii-bharii doshiiza-e-billor-jamaal
jis ke ho.nTo.n pe hai kaliyo.n ke tabassum kaa nikhaar
Zia Jalandhari
Nazm
haqiqat-o-afsana
tirii palke.n tirii aa.nkhe.n tire abruu kii lachak
tirii qaamat kii daraazii tirii zulfo.n kii mahak
Niyaz Gulbargavi
Nazm
mubarak wo saat
mai.n bhaTkaa hu.aa ik musaafir
rah-o-rasm-e-manzil se naa-aashnaa.ii pe naazaa.n
Shakeb Jalali
Nazm
apne bad-guman se
apne bad-gumaa.n se
tum samajhtii ho ki mai.n sar-KHush-e-taufiiq-e-nashaat