SEARCH RESULTS
Showing search results for "motii"
Nazm MATCHES FOR "motii"
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh motii Dhalke Dhalke se
kuchh naqsh ye hairaa.n hairaa.n se
Jan Nisar Akhtar
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
motii ho ki shiisha jaam ki dur
jo TuuT gayaa so TuuT gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Diary
''vo naak kii nath na bechnaa tum
vo jhuuTaa motii hai, tum se sachchaa kahaa thaa mai.n ne,
Gulzar
Nazm
zara si baat
dard ke samundar me.n
an-ginat jaziire hai.n be-shumaar motii hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
jugnu
kasaafato.n pe mirii jis ko pyaar aa na sakaa
jo miTTii khaane pe mujh ko kabhii na piiT sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
pe.Daa har ek us kaa hai barfii o motii chuur
hargiz kisii tarah na bujhe peT kaa tanuur
Nazeer Akbarabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
titlii kaa naaz-e-raqs Gazaala kaa husn-e-ram
motii kii aab gul kii mahak maah-e-nau kaa KHam
Josh Malihabadi
Nazm
tum
jise uThaa na sakii justujuu vo motii ho
jise na guu.ndh sakii aarzuu vo haar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
jaane kyun aisa hun main
chhoTii-moTii ko.ii sharaarat khilkhilaa kar ha.nsnaa bhii
ye sab KHush kar jaate hai.n jab to
Abu Bakr Abbad
Nazm
irani talaba ke nam
us nuur ke nau-ras motii hai.n
us aag kii kachchii kaliyaa.n hai.n