SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.amme"
Nazm MATCHES FOR "mu.amme"
Nazm
kaun le gaya
hal kar diyaa thaa jis ne mu.amma shabaab kaa
tujh se vo fikr-e-uqda-kushaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
mulamma ki anguThi
ye sunte hii chaa.ndii kii a.nguuThii bhii ga.ii jal
allaah-re mulamme kii a.nguuThii tere chhal-bal
Ismail Merathi
Nazm
tu ne dekha hai jis nazar se mujhe
zindagii ab nahii.n mu.amma-sifat
ab mashiyyat ke taar suljhe hai.n
Subhan Asad
Nazm
siyani
vo la.Dkii har pahelii buujh letii hai
use har mu.amma hal karnaa aataa hai
Mubashshir Ali Zaidi
Nazm
dastur sazi ki koshish
is qabiile kaa ye kahnaa thaa ki shaa.ir kaa kalaam
laaziman ho ik mu.amma qaid-e-ma.anii se barii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
aspatal
mai.n jis jagah huu.n vahaa.n zindagii mu.amma hai
abhii to nauha abhii dil-navaaz naGma hai
Salam Machhli shahri
Nazm
purani se nai paud tak
sub.h jab aa.ii to laa-saal ke
jaa.nkaah mu'ammaa kaa fusuu.n bhii TuuTaa