SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.amme"
Ghazal MATCHES FOR "mu.amme"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
daraKHt chhaa.nv musaafir safar thakan manzil
tarah tarah ke mu.amme banaa.e jaate hai.n
Shahbaz Rizvi
Ghazal
dil kuchh samajh sakaa na mu.amme janaab ke
andaaz hii ajab hai.n savaal-o-javaab ke
Mohammad Naeemullah Khayali
Ghazal
husn ke rangii.n mu.amme ishq ke Gamgiin raaz
kuchh samajh me.n to na aate the magar samjhaa kiye
Shifa Gwaliari
Ghazal
ik mu.amma hai samajhne kaa na samjhaane kaa
zindagii kaahe ko hai KHvaab hai diivaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaa dil se tark kiijiyo dastaar kaa KHayaal
yaa us mu.aamle me.n kabhii sar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
dil ke mu.aamle me.n natiije kii fikr kyaa
aage hai ishq jurm-o-sazaa ke maqaam se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye mu.aamle hai.n naazuk jo tirii razaa ho tuu kar
ki mujhe to KHush na aayaa ye tariiq-e-KHaanqaahii
Allama Iqbal
Ghazal
majaaz qaid mu'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
dil ke mu.aamle jo the un me.n se ek ye bhii hai
ik havas thii dil me.n jo dil se gurez-paa bhii thii
Jaun Eliya
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
saaf kahte ho magar kuchh nahii.n khultaa kahnaa
baat kahnaa bhii tumhaaraa hai mu.ammaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sab kuchh hai aur kuchh bhii nahii.n dahr kaa vajuud
'kaifii' ye baat vo hai mu.ammaa kahe.n jise