SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudaavaa-e-alam"
Nazm MATCHES FOR "mudaavaa-e-alam"
Nazm
lauh-o-qalam
manzuur ye talKHii ye sitam ham ko gavaaraa
dam hai to mudaavaa-e-alam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir sham hui
baaG-e-aalam ke taaza shagufta guluu
be-niyaazaana mahkaa karo KHush raho
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
hamari ruh ka naghma kahan hai?
mudaavaa-e-alam ko.ii nahii.n
bazm-e-nashaat o dard-e-Gam ko.ii nahii.n
Sajida Zaidi
Nazm
taswir-e-KHyali
ai munavvar-kun-e-taariikii-e-chashm-e-aashiq
ai mudaavaa-kun-e-aalaam-dil-e-hijr-nasiib
Azeemuddin Ahmad
Nazm
prometheus
kare.n na aap mudaavaa-e-soz-e-aatish-e-Gam
ye zulm mujh pe to har roz-o-shab guzartaa hai
Waheed Akhtar
Nazm
andhe pujari
faroG-e-ilm ko science kii taraqqii ko
ye kam-nigaah mudaavaa-e-dard-e-insaanii
Qaisarul Jafri
Nazm
commercial street ki ek sham
talaash-e-husn-o-mudaavaa-e-zaKHm-e-dil ke liye
churaa ke laa.e hai.n do-chaar lamhe duniyaa se
Mahir Mansoor
Nazm
zawal-e-ahd-e-tamanna
na Dhuu.nD paa.ii mudaavaa-e-zaKHm-zaar-e-tamannaa
samajh sakii na taqaazaa-e-ahd-e-tifl-kushii vo
Shafiq Fatima Shera
Nazm
kabhi kabhi
tirii nazar kii shu.aa.o.n me.n kho bhii saktii thii
ajab na thaa ki mai.n begaana-e-alam ho kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
malum karo
jis manzil par inkaar-e-daruun-e-zaat-e-alam
ehsaas-e-bad duur ho jaa.egaa
Farrukh Yar
Nazm
chaara-gar
nusKHa-e-kiimiyaa-e-mohabbat bhii hai
kuchh ilaaj o mudaavaa-e-ulfat bhii hai