SEARCH RESULTS
Showing search results for "mullaa"
Nazm MATCHES FOR "mullaa"
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ye hamaarii sa.ii-e-paiham kii karaamat hai ki aaj
suufii-o-mullaa muluukiyyat ke bande hai.n tamaam
Allama Iqbal
Nazm
hindi islam
mullaa ko jo hai hind me.n sajde kii ijaazat
naadaa.n ye samajhtaa hai ki islaam hai aazaad
Allama Iqbal
Nazm
haal-o-maqam
alfaaz-o-ma'aanii me.n tafaavut nahii.n lekin
mullaa kii azaa.n aur mujaahid kii azaa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
is ke mushtaaq 'mullaa' aur 'firaaq'
jin ke dil kaa bayaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
mulla aur bahisht
ميں بھي حاضر تھا وہاں ، ضبط سخن کر نہ سکا
حق سے جب حضرت ملا کو ملا حکم بہشت
Allama Iqbal
Nazm
dariche ke qarib
uu.nghtaa hai kisii taariik nihaa.n-KHaane me.n
ek aflaas kaa maaraa hu.aa mullaa-e-hazii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
gurunanak
mullaa ke bhii panDit ke bhii a.amaal bure the
jo jhuuT ne phailaa.e the vo jaal bure the
Arsh Malsiyani
Nazm
shab-baraat
mullaa jo dene faatiha ghar ghar me.n jaate hai.n
halva kahii.n kahii.n vo chapaatii u.Daate hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
malum nahin kyun
tohmat ke sazaa-vaar faqiihaan-e-haram hai.n
mullaa yahaa.n badnaam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Shorish kashmiri
Nazm
paris
mastii-e-tiira-shabii par hai gunah kaa KHaaka
shaiKH-o-mullaa-o-kaliisaa ho ki shah kaa KHaaka
Atif tauqeer
Nazm
la bhi hai ek guman
masnad-e-adl sipah-saalaar aur taKHt me.n ham-fikrii hai
ek hai ''mullaa-qavii''