SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiqat"
Nazm MATCHES FOR "munaafiqat"
Nazm
meri gali ke ghaliz bachcho
hayaat kii aabjuu pas-e-pusht bah rahii hai
tumhaarii jebe.n munaafiqat se aTii hu.ii hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
aaj ke munafiq
ye KHvaahisho.n ke pujaarii ye maslahat ke Gulaam
fareb-o-makr ke qisse munaafiqat ke naam
Nasira Zuberi
Nazm
mahmud-o-ayaz
aur us ke saath jo hai ik bahut ba.Daa vasfii
munaafiqat me.n hii jis kii tamaam umr ga.ii
Shauq Bahraichi
Nazm
agar tu muaf karne ka hausla rakhta hai to sun
duniyaa banaane vaale sun
meraa dil munaafiqat me.n nahii.n lag rahaa hai
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
dar band kar diya
dhoke me.n lipTii hu.ii mohabbate.n
munaafiqat kaa labaada o.Dhe
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
salamti
qalandaro.n ke maqaabir pe KHaak u.Dtii hai
munaafiqat ke a.ndhero.n kaa bol-baalaa hai
Nashir Naqvi
Nazm
barso ram dhaDake se
un kaa had se ba.Dhaa munaafe.a kuchh hii kam hai Daake se
barso raam dha.Daake se
Sahir Ludhianvi
Nazm
hawa ko aawara kahne walo
jo un ke dukh par kitaab likkhe
musaafirat kaa azaab likhe
Noshi Gilani
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
musaafirat ne pukaaraa na.e ufuq kii taraf
agar vafaa kii sharii.at kaa ye sila hogaa