SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiqat"
Ghazal MATCHES FOR "munaafiqat"
Ghazal
hamaare shahr me.n 'aamii' munaafiqat hai bahut
makiin kyaa dar-o-diivaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
munaafiqat pe jinhe.n iKHtiyaar haasil hai
vo arz karte hai.n tujh se gila nahii.n karte
Mohsin Bhopali
Ghazal
mujhe bhii sahnii pa.Degii muKHaalifat apnii
jo khul ga.ii kabhii mujh par munaafiqat apnii
Anjum Saleemi
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
nafrat munaafiqat se rahii mujh ko umr bhar
mai.n chal sakaa nahii.n huu.n zamaane ke saath saath
Safdar Hamadani
Ghazal
KHud apnii ziist ko barbaad kar liyaa aaKHir
ki jis ne mujh se zaraa bhii munaafiqat chaahii
aabid umar
Ghazal
mire KHilaaf zamaana bhii hai zamiin bhii hai
munaafiqat ke mahaazo.n pe morcha meraa
Asad Badayuni
Ghazal
kabhii bhii ham ne na kii ko.ii baat maslahatan
munaafiqat kii himaayat, nahii.n, kabhii nahii.n kii
Irfan Sattar
Ghazal
munaafiqat ke shahr me.n sazaa.e.n harf ko milii.n
qalam kii raushnaa.ii ne siyaah kar diyaa mujhe
Sarwat Zehra
Ghazal
ulaTnaa chaahe jo kaar-e-munaafiqat kaa naqaab
ye shahr! is kaa taraf-daar tho.Dii hotaa hai
Khalid Moin
Ghazal
sajii hu.ii thii.n dukaane.n munaafiqat kii jahaa.n
mai.n aise qarya-e-be-KHvaab se nikal aayaa
Mahboob Zafar
Ghazal
haqiiqato.n ko tamaashaa nahii.n banaa.uu.ngaa
munaafiqat kii havaa hai naqaab de jaa.o
Rahi Fidai
Ghazal
gila nahii.n mujhe terii munaafiqat kaa magar
munaafiqat ko KHuluus-e-vafaa kaa naam na de
Anwar Shamim Anwar
Ghazal
munaafiqat kii sabhii tohmate.n mujhe de de
mire tufail rafiiqo.n me.n teraa naam to aa.e
Ghalib Ayaz
Ghazal
vo mere shahr me.n aayaa munaafiqat kyaa hai
ye us ne aa ke bataayaa munaafiqat kyaa hai
Irfanullah Irfan
Ghazal
munaafiqat ke usuulo.n pe ham nahii.n zinda
jo aap sun nahii.n sakte sunaane aa.e hai.n
Zakia Ghazal
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
kal mujh pe khul gayaa tiraa husn-e-munaafiqat
is saanehe ke baa'd ko.ii saaneha nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
terii munaafiqat pe mujhe ko.ii shak nahii.n
mere rafiiq mere baraadar mire aziiz