SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiqat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "munaafiqat"
Ghazal
hamaare shahr me.n 'aamii' munaafiqat hai bahut
makiin kyaa dar-o-diivaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
munaafiqat pe jinhe.n iKHtiyaar haasil hai
vo arz karte hai.n tujh se gila nahii.n karte
Mohsin Bhopali
Nazm
meri gali ke ghaliz bachcho
hayaat kii aabjuu pas-e-pusht bah rahii hai
tumhaarii jebe.n munaafiqat se aTii hu.ii hai.n
Mohsin Naqvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "munaafiqat"
Mazahiya
munaafiqat ne lahuu tan me.n itnaa garmaayaa
ki guftuguu me.n riyaa-kaariyaa.n sajaa lii hai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
nafrat munaafiqat se rahii mujh ko umr bhar
mai.n chal sakaa nahii.n huu.n zamaane ke saath saath
Safdar Hamadani
Ghazal
KHud apnii ziist ko barbaad kar liyaa aaKHir
ki jis ne mujh se zaraa bhii munaafiqat chaahii
aabid umar
Ghazal
mire KHilaaf zamaana bhii hai zamiin bhii hai
munaafiqat ke mahaazo.n pe morcha meraa
Asad Badayuni
Ghazal
kabhii bhii ham ne na kii ko.ii baat maslahatan
munaafiqat kii himaayat, nahii.n, kabhii nahii.n kii
Irfan Sattar
Nazm
parwin-shakir
naGmo.n kii phuvaare pa.D rahii thii
pur-shor munaafiqat ke baazaar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
munaafiqat ke shahr me.n sazaa.e.n harf ko milii.n
qalam kii raushnaa.ii ne siyaah kar diyaa mujhe
Sarwat Zehra
Nazm
mahmud-o-ayaz
aur us ke saath jo hai ik bahut ba.Daa vasfii
munaafiqat me.n hii jis kii tamaam umr ga.ii