SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntazar"
Nazm MATCHES FOR "muntazar"
Nazm
KHwab dekhta hun
ki jis ke lab KHushk ho chuke the
jo abr-e-naisaa.n kii muntazar thii
Suroor Barabankvi
Nazm
chale aana
ki maa.n kii muntazar raste kii taktii
chashm-e-pur-nam dhyaan rakhnaa
Asif Izhar Ali
Nazm
muntazar saya-e-muntazir aankhen
ek ha.ngaama hu.aa raat kaa afsuu.n TuuTaa
muntazar saaya-e-KHajaalat ke dhu.aa.n se ubhraa
Zaheer Siddiqui
Nazm
sadr darwaze pe muntazar
jaane kis kii lau kaa partav
pal pal jaltii bujhtii aa.nkhe.n
Parveen Tahir
Nazm
maghlub
vo jin ke saahil jaziire firdaus-e-muntazar ke
nishaan-e-be-naam hone ko hai.n
Faisal Azeem
Nazm
shikwa
daur ha.ngaama-e-gulzaar se yaksuu baiThe
tere diivaane bhii hai.n muntazir-e-huu baiThe
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
the to aabaa vo tumhaare hii magar tum kyaa ho
haath par haath dhare muntazir-e-fardaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
dil-e-tuur-e-siinaa-o-faaraan do-niim
tajallii kaa phir muntazir hai kaliim
Allama Iqbal
Nazm
dard aaega dabe panw
ho na ho apne qabiile kaa bhii ko.ii lashkar
muntazir hogaa a.ndhere kii fasiilo.n ke udhar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tariq ki dua
na maal-e-Ganiimat na kishvar-kushaa.ii
KHayaabaa.n me.n hai muntazir laala kab se
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
sanjiida ustaanii banii baiThii.n
magar sab muntazir is baat kii
Javed Akhtar
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
kyaa nahii.n aur Gaznavii kaargah-e-hayaat me.n
baiThe hai.n kab se muntazir ahl-e-haram ke somnaat!
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n ko.ii raah huu.n tum raah dekhne vaale
ki muntazir to maraa par na intizaar maraa