SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntazar"
Ghazal MATCHES FOR "muntazar"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik chashm-e-muntazar hai ki dekhe hai kab se raah
jo.n zaKHm terii duurii me.n naasuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n muntazar huu.n kisii aise vasl kaa jis me.n
mire badan pe tire jism kaa libaas rahe
Siraj Faisal Khan
Ghazal
vahaa.n vo phuul saa chehra hai muntazar us kaa
kaho ye shaa.ir-e-aavaara ghar bhii jaa.e ab
Farooq Bakshi
Ghazal
Dhuu.nDte phirte ho kis ko chaa.nd kii mash.al liye
zindagii ik faasla hai muntazar ko.ii nahii.n
Sahba Waheed
Ghazal
kuchh saal qabl mere bhii hisse me.n aa.ii thii
ik dil-nashiin shaam aur ik muntazar galii
Zeeshan Ilahi
Ghazal
karte ho va.ada aane kaa hai aa.nkh muntazar
kab tak guzaare din ye hai mehmaa.n kisii tarah
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
jo intizaar me.n din bhii guzaar lete the vo
musaafiro.n se mile muntazar ko bhuul ga.e
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
jo muntazar hai vahii inqilaab mai.n duu.ngaa
tumhaare paas qalam hai kitaab mai.n duu.ngaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.n
kaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa