SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqaabil"
Nazm MATCHES FOR "muqaabil"
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
jaise begaane se ab milte ho vaise hii sahii
aa.o do chaar gha.Dii mere muqaabil baiTho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
phir isii tarah jahaa.n hogaa muqaabil paiham
saaya-e-zulf kaa aur jumbish-e-baazuu kaa safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tin aawazen
dopahar aa.ii to har rag ne lahuu barsaayaa
din Dhalaa KHauf kaa ifriit muqaabil aayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
muqaabil me.n aa.e jasaarat thii kis ko
ko.ii rok de ba.Dh ke himmat thii kis ko
Aabidullah Ghazi
Nazm
taj-mahal
tasviir liye letaa hai har hauz kaa paanii
goyaa ki javaanii ke muqaabil hai javaanii
Mahshar Badayuni
Nazm
pabandi
yuu.n bhii hotaa ki aa.ndhii ke muqaabil chi.Diyaa
apne par taultii hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tifli ke KHwab
ik lashkar-e-aziim ho masruuf kaar-zaar
lashkar ke pesh pesh muqaabil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nam o nasab
jo na zaalim the na zaalim ke muqaabil aa.e
jin kii masnad pe nazar thii na hii zindaa.n kaa safar
Ali Akbar Natiq
Nazm
uncha makan
aur vo ban jaa.e tiraa madd-e-muqaabil pal me.n
zehn-e-insaanii kaa tuufaan kha.Daa ho jaa.e
Meeraji
Nazm
pagalon ki madh mein
un ke muqaabil kha.Daa kar sakte hai.n
dhuup aur saa.e ko paagal