SEARCH RESULTS
Showing search results for "naazish-e-himaat-e-mardaana"
Nazm MATCHES FOR "naazish-e-himaat-e-mardaana"
Nazm
padmani
raunaq-e-KHavlat-e-shaahaana banaayaa tujh ko
naazish-e-himaat-e-mardaana banaayaa tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
hubb-e-qaumi
dur-fishaa.n hai har zabaa.n hubb-e-vatan ke vasf me.n
josh-zan har samt bahr-e-himmat-e-mardaana hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sati
hind ko hai naaz terii himmat-e-mardaana par
tuu charaaG-e-kushta hai KHaakistar-e-parvaana par
Suroor Jahanabadi
Nazm
payam-e-hasti
tujhe ye himmat-e-mardaana kahtii hai ki aisaa dil
jo qabl az-maut hii marne pe ho tayyaar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
kanch
mohabbat kii rutuubat ne talaatum-KHez gardish kii
suruud-e-himmat-e-aalii usii mizraab se phuuTaa
Mohammad Shahbaz Akmal
Nazm
ek KHwab aur
phe.nk phir jazba-e-be-taab kii aalam pe kamand
ek KHvaab aur bhii ai himmat-e-dushvaar-pasand
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHudi ka raaz
mai.n ne to himmat-e-mardaan-e-KHudaa siikhii hai
mai.n ne TuuTe hu.e lahjo.n kii du.aa siikhii hai
Neel Ahmed
Nazm
mera watan yahi hai
kahaa.n hai.n josh-o-vafaa-o-himmat
kahaa.n hai ajdaad kii hamiyyat
Sajida Zaidi
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
tarz-e-hayat
himmat ye hai ki terii judaa kaa.enaat ho
kyo.n tujh ko naazish-e-hasham-e-raftagaa.n rahe
Ameer Aurangabadi
Nazm
saneha
kyaa ahl-e-dil me.n jazba-e-Gairat nahii.n rahaa
kyaa azm-e-sar-faroshii-e-mardaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sham-e-hilal-e-eid
naazish-e-rang-e-bahaaraa.n hai har ik nazzaara
kitnaa rangiin hai andaaz-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Nazm
nam-o-nang
naazish-o-asl-o-ra.ng ke afsuu.n
Gairat-e-naam-o-na.ng ke afsuu.n
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
majruh sultanpuri ke nam
saahib-e-fikr-o-nazar thaa naazish-e-ahl-e-qalam
saf.ha-e-taKH.iil par kartaa gayaa sab kuchh raqam
Bismil Aazmi
Nazm
bhagwan-kirshn
baaG-e-iimaa.n ko taazgii baKHshii
naazish-e-gulsitaa.n hai meraa kirshn
Charkh Chinioti
Nazm
guldasta
naazish-e-husn ke mujrim ko paka.D laayaa huu.n
pesh karne ko tire gul ko jaka.D laayaa huu.n
Narayan Das Puri
Nazm
sarhad-e-hindostan
hind ke baa.nke sipaahii azm ke koh-e-giraa.n
zindaabaad ai faKHr-e-mashriq naazish-e-hindostaa.n