SEARCH RESULTS
Showing search results for "naazish-e-himaat-e-mardaana"
Ghazal MATCHES FOR "naazish-e-himaat-e-mardaana"
Ghazal
ehsaan le na himmat-e-mardaana chho.D kar
rasta bhii chal tuu sabza-e-begaana chho.D kar
Nazm Tabatabai
Ghazal
kyuu.n na ho daad-talab himmat-e-mardaana-e-dil
maa.il-e-husn-e-jahaa.n-soz hai parvaana-e-dil
Arsh Malsiyani
Ghazal
dauraan-e-jang himmat-e-mardaana chaahiye
himmat agar nahii.n hai to mar jaanaa chaahiye
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
ziist kii had hai jahaa.n tak himmat-e-mardaana hai
aadmii taariiKH hai aur aadmii afsaana hai
Najm Aafandi
Ghazal
zo'f se hai ne qanaa'at se ye tark-e-justujuu
hai.n vabaal-e-takiya-gaah-e-himmat-e-mardaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
taaki KHabar bhii laa.iye saahil ke shauq me.n
koshish ba-qadr-e-himmat-e-mardaana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
tah kii KHabar bhii laa.iye saahil ke shauq me.n
koshish ba-qadr-e-himmat-e-mardaana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
jaan is dilaavarii se tire manchale ne dii
maqtal me.n shor-e-himmat-e-mardaana ho gayaa
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
sar kaT ke jo qadmo.n pe gire raah-e-vafaa me.n
ye bhii madad-e-himmat-e-mardaana samajhnaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ye aql se duurii hai ai himmat-e-mardaana
TuuTii hu.ii talvaare.n ab jin pe bharosa hai
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
laakh par bhaarii hai.n terii dast-giirii chaahiye
kyuu.n kisii pe baar ho.n ai himmat-e-mardaana ham
Natiq Gulavthi
Ghazal
tujh se kaam itnaa to ai himmat-e-mardaana bane
barq lauTii hai jahaa.n phir vahii.n kaashaana bane
Abdul Kareem Shaiq
Ghazal
sar-ba-kaf ho kar kare.nge har balaa kaa saamnaa
sharm rakkhe.nge tirii ai himmat-e-mardaana ham
Talib Dehlavi
Ghazal
yuu.n haath nahii.n aataa vo gauhar-e-yak-daana
yak-ra.ngii o aazaadii ai himmat-e-mardaana
Allama Iqbal
Ghazal
tuu 'aalam-e-hastii me.n juuyaa-e-sukuu.n kyo.n hai
ik shorish-e-paiham ho ai himmat-e-mardaana
Maulana Abul Aala Maududi
Ghazal
ai shauq-e-talab ba.Dh kar majnuun-e-adaa ho jaa
ai himmat-e-mardaana raazii-ba-razaa ho jaa
Fani Badayuni
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
o na.ng-e-e.atibaar du.aa par na rakh madaar
o bevaquuf himmat-e-mardaana chaahiye