SEARCH RESULTS
Showing search results for "naazish-e-himaat-e-mardaana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naazish-e-himaat-e-mardaana"
Nazm
padmani
raunaq-e-KHavlat-e-shaahaana banaayaa tujh ko
naazish-e-himaat-e-mardaana banaayaa tujh ko
Suroor Jahanabadi
Ghazal
ehsaan le na himmat-e-mardaana chho.D kar
rasta bhii chal tuu sabza-e-begaana chho.D kar
Nazm Tabatabai
Ghazal
kyuu.n na ho daad-talab himmat-e-mardaana-e-dil
maa.il-e-husn-e-jahaa.n-soz hai parvaana-e-dil
Arsh Malsiyani
Ghazal
dauraan-e-jang himmat-e-mardaana chaahiye
himmat agar nahii.n hai to mar jaanaa chaahiye
Rahbar Tabani Dariyabadi
PAGE MATCHES FOR "naazish-e-himaat-e-mardaana"
MORE MATCHES FOR "naazish-e-himaat-e-mardaana"
Ghazal
zo'f se hai ne qanaa'at se ye tark-e-justujuu
hai.n vabaal-e-takiya-gaah-e-himmat-e-mardaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Sher
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
taaki KHabar bhii laa.iye saahil ke shauq me.n
koshish ba-qadr-e-himmat-e-mardaana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
tah kii KHabar bhii laa.iye saahil ke shauq me.n
koshish ba-qadr-e-himmat-e-mardaana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
jaan is dilaavarii se tire manchale ne dii
maqtal me.n shor-e-himmat-e-mardaana ho gayaa
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
sar kaT ke jo qadmo.n pe gire raah-e-vafaa me.n
ye bhii madad-e-himmat-e-mardaana samajhnaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ye aql se duurii hai ai himmat-e-mardaana
TuuTii hu.ii talvaare.n ab jin pe bharosa hai


