SEARCH RESULTS
Showing search results for "nachaave"
Nazm MATCHES FOR "nachaave"
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
aadmi-nama
ranDii bhii aadmii hii nachaate hai.n gat lagaa
aur aadmii hii naache hai.n aur dekh phir mazaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
na vo nashaat-e-tasavvur ki lo tum aa hii ga.e
na zaKHm-e-dil kii hai sozish ko.ii jo sahnii ho
Jaun Eliya
Nazm
tu mera hai
terii aa.nkh ke aa.nsuu mere
tere labo.n pe naachne vaalii ye maa'suum ha.nsii bhii merii
Aanis Moin
Nazm
muflisi
dete hai.n us ke naach ko ThaTThe ke biich Daal
naache hai vo to farsh ke uupar qadam sambhaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
jo taal haath se de kar mujhe nachaa na sakii
jo mere haath se ik din davaa bhii pii na sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
jitne hai.n ruup sab ye dikhaatii hai.n roTiyaa.n
roTii se naache pyaada qavaa.ed dikhaa dikhaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nilo
ahl-e-sarvat kii ye tajviiz hai sarkash la.Dkii
tujh ko darbaar me.n ko.Do.n se nachaayaa jaa.e