SEARCH RESULTS
Showing search results for "nagma-e-gul"
Nazm MATCHES FOR "nagma-e-gul"
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
hijr o visal
pachhtaa rahe hai.n naGma-saraayaan-e-fasl-e-gul
bazm-e-chaman se sarv-o-saman ko nikaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
safar qalam ka
dekh kabhii to mausam-e-gul ko
patjha.D kii aavaazo.n me.n
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
intizar
saaz-e-ulfat kii navaa soz-e-mohabbat to nahii.n
naGma-e-adl-o-musaavaat-o-uKHuvvat to nahii.n
Fazlurrahman
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
mutraba
naGma-e-pur-kaif lab par dast-e-naazuk saaz par
mutriba qurbaan ho jaa.uu.n mai.n is andaaz par
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
do-aba bast jalandhar
ai vatan ai lahlahaatii kheto.n kii sar-e-zamii.n
ai nagiin-e-KHaatim-e-punjab ai arz-e-hasii.n
Arsh Malsiyani
Nazm
narm aawazon ke bich
chiiKH jo naGma-e-aazaad sii lahraatii thii
naGme me.n Garq hu.ii
Aslam Emadi
Nazm
suraj garhan
dast-e-fitrat nai-navaaz-e-naGma-e-KHaamosh hai
hairato.n kaa naqsh lauh-e-dil se ham-aaGosh hai
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
main nahin to kya
tumhaarii chashm tavajjoh ke muntazir hai.n abhii
jilau me.n naGma-o-ra.ng-o-bahaar-o-nuur liye
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqqasa-e-auham
dil KHizr kaa hai naGma-e-be-maanii pe raqsaa.n
tahziib ke paazeb kaa jhankaar hai aalam