SEARCH RESULTS
Showing search results for "nargis-o-saman"
Nazm MATCHES FOR "nargis-o-saman"
Nazm
sham-e-ayaadat
vo nargis-e-siyaah-e-niim-baaz, mai-kada-ba-dosh
hazaar mast raato.n kii javaaniyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hamara watan
saman hai jahaa.n har chaman kaa si.ngaar
khule hai.n jahaa.n nargis-o-tastaran
Arsh Malsiyani
Nazm
taaruf
ain is be-sar-o-saamaanii me.n
kyaa ye kam hai ki guhar-baar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
nargis-e-arzaq ke shaidaa diida-e-aahuu bhii dekh
ai sunahrii zulf ke qaidii siyah gesuu bhii dekh
Josh Malihabadi
Nazm
irada
ruuh-e-nasriin-o-saman aur bhii Gamgiin na ho
kal yahaa.n se mai.n kahii.n duur chalaa jaa.uu.ngaa
Jauhar Nizami
Nazm
mahr-e-nim-shab
gardish-e-arz-o-samaa.n kaa hai ye marbuut nizaam
ye haqiiqat me.n karishma hai KHudaavandii kaa
Naeem Saba
Nazm
mashwara
tum sar-e-shaaKH-e-saman baaG me.n aayaa na karo
baaG me.n manchale bhau.nre bhii u.Daa karte hai.n
Salam Machhli shahri
Nazm
aahang-e-nau
nashsha-e-nargis-e-KHuubaan-e-vatan tum se hai
iffat-e-maah-e-jabiinaan-e-vatan tum se hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek sitara aadarsh ka
vo hazar be-barg-o-saamaa.n
ghar KHas-o-KHaashaak kii rachnaa adhuurii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
be-tawajjohi
terii ho.nTo.n kii laalii kii bas ik jhalak dekh kar
gul-o-laala-o-yaasman-o-nargis-o-hinaa
Akmal Gudaaz
Nazm
mauhum afsane
kisii kii nargis-e-sharsaar ke mub.ham se afsaane
kisii kii zulf-e-ambar-baar ke barham se afsaane