SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaasii"
Nazm MATCHES FOR "navaasii"
Nazm
shikwa
taan-e-aGyaar hai rusvaa.ii hai naadaarii hai
kyaa tire naam pe marne kaa evaz KHvaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
masjide.n marsiyaa.n-KHvaa.n hai.n ki namaazii na rahe
yaanii vo sahib-e-ausaaf-e-hijaazii na rahe
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
chhaa ga.ii aashufta ho kar vus.at-e-aflaak par
jis ko naadaanii se ham samjhe the ik musht-e-Gubaar
Allama Iqbal
Nazm
urdu zaban
faqiirii me.n navaabii kaa mazaa detii hai urdu
agarche ma.anii kam hote hai urdu me.n
Gulzar
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
naadaarii daftar bhuuk aur Gam
un sapno.n se Takraate rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jis kii naadaanii sadaaqat ke liye betaab hai
jis kaa naaKHun saaz-e-hastii ke liye mizraab hai
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
naqqaash par bhii zor jab aa muflisii kare
sab rang dam me.n kar de musavvir ke kirkire
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
bechaa na Guruur-e-nai-navaazii
aisaa bhii na thaa subuk hunar me.n