SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikharnaa"
Nazm MATCHES FOR "nikharnaa"
Nazm
mulamma ki anguThi
khone ko kharaa ban ke nikharnaa nahii.n achchhaa
chhoTe ko ba.Daa ban ke ubharnaa nahii.n achchhaa
Ismail Merathi
Nazm
rah-e-watan mein
kuchh aur apne chaman ko nikhaarnaa hai abhii
ye Gaflato.n kaa zamaana nahii.n vatan vaalo
Jafar Malihabadi
Nazm
fawwara
paudo.n pe qatro.n kaa bikharnaa
patto.n kaa dhul dhul ke nikharnaa
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
dayar-e-watan
jaan de kar sa.nvaarnaa hai ise
zabt-e-Gam se nikhaarnaa hai ise
Begum Sultana Zakir Ada
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
vagarna ab ke nishaana kamaan-daaro.n kaa
bas ek tum ho so Gairat ko raah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
kyuu.n mujh ko banaate ho ta.assub kaa nishaana
Iqbal Ashhar
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
kha.Dii dhuup me.n apne ghar se nikalnaa
Sudarshan Faakir
Nazm
chalo chhoDo
miraa honaa na honaa ik baraabar hai
tum apne KHaal-o-KHad ko aa.iine me.n phir nikharne do
Mohsin Naqvi
Nazm
makan
haath Dhalte ga.e saa.nche me.n to thakte kaise
naqsh ke baa'd na.e naqsh nikhaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
tumhaare husn ke nam
nikhar ga.ii hai kabhii subah dopahar kabhii shaam
kahii.n jo qaamat-e-zebaa pe saj ga.ii hai qabaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pandrah august
hai va.ada KHud se nibhaanaa hame.n agar apnaa
to kaarvaa.n nahii.n ruk paa.e bhuul kar apnaa
Javed Akhtar
Nazm
judai ki pahli raat
farz to mujh ko nibhaanaa hai magar
dekh ki kitnii akelii huu.n mai.n!
Parveen Shakir
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik dil vahaa.n thaa nazar kaa nishaana
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana