SEARCH RESULTS
Showing search results for "niko"
Nazm MATCHES FOR "niko"
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Nazm
padmani
jalva-e-husn me.n shaamil thii niko-kaarii bhii
dard aayaa tire hisse me.n, to KHuddaarii bhii
Suroor Jahanabadi
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
haq-go.ii agar jurm hai ye jurm niko-tar
ham DaT ke ye kahte hai.n ki haa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
mohabbat ki ek nazm
ruk ke tum ko sadaa.e.n duu.ngaa
samundaro.n ke safar pe niklo
Amjad Islam Amjad
Nazm
roTiyan
duniyaa me.n ab badii na kahii.n aur niko.ii hai
yaa dushmanii o dostii yaa tund-KHuu.ii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nilo
tuu ki naa-vaaqif-e-aadaab-e-shahanshaahii thii
raqs zanjiir pahan kar bhii kiyaa jaataa hai
Habib Jalib
Nazm
zarurat-e-ittihad
pa.D sake phir na ko.ii zad ham par
khul sake.n saare nek-o-bad ham par
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
chal niklo
raat hamesha raat rahegii
raat kii taariikii ko Ganiimat jaan ke niklo chal niklo