SEARCH RESULTS
Showing search results for "niko"
Ghazal MATCHES FOR "niko"
Ghazal
pur-soz nazar-baaz o niko-biin o kam aarzuu
aazaad o giraftaar o tahii kiisa o KHursand
Allama Iqbal
Ghazal
garmii-e-daulat hu.i aatish-zan-e-naam-e-niko
KHaana-e-KHaatim me.n yaaquut-e-nagii.n aKHtar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq-o-mazduuri-e-ishrat-gah-e-KHusruv kyaa KHuub
ham ko tasliim niko-naami-e-farhaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ai gunahgaaro.n ke dushman ai niko-kaaro.n ke yaar
kaun jaane kyaa miTegaa aur kyaa rah jaa.egaa
Najeeb Ahmad
Ghazal
daKHl kyaa raah-e-mohabbat me.n niko-naamii ko
aayaa is kuuche me.n jo un ne sunaa kyaa kyaa kuchh
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ham bhii hai.n niko-suurat ham bhii nek-siirat hai.n
ham ne bandagii kii hai ik jamaal-e-ra.anaa kii
Zaheer Kashmiri
Ghazal
jo niko-kaar the duniyaa se vo uThte hii ga.e
the jo bad-kaar vo allaah ko pyaare na hu.e
Sardar Khan Soz
Ghazal
niko-kaarii kaa dushnaamii sila hai kyaa gila hai
ki ham badnaam hai.n badnaam achchhe lag rahe the
Anisur Rahman
Ghazal
ajab kyaa banaa de tuu is ko niko-naam
ye sach hai ki 'maz.har' hai badnaam saaqii
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
dhuup me.n niklo ghaTaa.o.n me.n nahaa kar dekho
zindagii kyaa hai kitaabo.n ko haTaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna