SEARCH RESULTS
Showing search results for "nishaa"
Nazm MATCHES FOR "nishaa"
Nazm
zindagi se Darte ho
lab agar nahii.n hilte haath jaag uThte hai.n
haath jaag uThte hai.n raah kaa nishaa.n ban kar
Noon Meem Rashid
Nazm
tarana-e-hindi
yuunaan o misr o ruumaa sab miT ga.e jahaa.n se
ab tak magar hai baaqii naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
tauhiid kii amaanat siino.n me.n hai hamaare
aasaa.n nahii.n miTaanaa naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
kisii murG-e-parraa.n kaa saayaa
kisii zindagii kaa nishaa.n tak nahii.n thaa!
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekh chukaa almanii shorish-e-islaah-e-dii.n
jis ne na chho.De kahii.n naqsh-e-kuhan ke nishaa.n
Allama Iqbal
Nazm
urdu zaban
nasha aataa hai urdu bolne me.n
gilaurii kii tarah hai.n mu.nh lagii sab istelaahe.n
Gulzar
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
tumhaare naam tumhaare nishaa.n se be-sarokaar
tumhaarii yaad ke mausam guzarte jaate hai.n
Jaun Eliya
Nazm
dusra ban-bas
itne diivaane kahaa.n se mire ghar me.n aa.e
jagmagaate the jahaa.n raam ke qadmo.n ke nishaa.n
Kaifi Azmi
Nazm
kangan
mujh ko betaab saa rakhtaa tirii chaahat kaa nasha
mai.n tirii ruuh ke gulshan me.n mahaktaa rahtaa