SEARCH RESULTS
Showing search results for "nujuumii"
Nazm MATCHES FOR "nujuumii"
Nazm
ek KHatun aur nujumi
ye puuchhaa ik nujuumii se KHaatuun ne savaal
mujh ko bataa.o to zaraa qismat kaa mere haal
Syed Hashmat Sohail
Nazm
ek sahab aur nujumi
ek saahib ne nujuumii se kahaa ye to bataa
kah rahaa hai kyaa sitaara ab mirii taqdiir kaa
Syed Hashmat Sohail
Nazm
aaKHiri janm
ek nujuumii ne kahaa thaa
vo saarii baate.n jo ham kah sun nahii.n paate
Seema Bhardwaj
Nazm
muhasara
tum ahl-e-harf ki pindaar ke sanaa-gar the
vo aasmaan-e-hunar ke nujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
zindan ki ek sham
mehrbaa.n chaa.ndnii kaa dast-e-jamiil
KHaak me.n ghul ga.ii hai aab-e-nujuum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
subuu-o-jaam par tiraa badan tiraa hii rang terii naazukii
baras pa.Dii
Noon Meem Rashid
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
parchhaiyan
siyaahiyo.n kaa dabe-paa.nv aasmaa.n se nuzuul
laTo.n ko khol de jis tarah shaam kii devii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
zindagii kii raaho.n me.n
baarhaa ye dekhaa hai
Moeen Nizami
Nazm
tah-e-nujum
tah-e-nujuum, kahii.n, chaa.ndnii ke daaman me.n
hujuum-e-shauq se ik dil hai be-qaraar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main nahin to kya
mire baGair bhii dekhaa hai zulmato.n kaa nuzuul
mire na hone se ummiid kaa ziyaa.n kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
inqalab
jhuum jaate hai.n manaazir, raqs karte hai.n nujuum
tere hii naGme se vaabasta nashaat-e-zindagii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
husn aur mazduri
gard hai ruKHsaar par zulfe.n aTii hai.n KHaak me.n
naazukii bal khaa rahii hai diida-e-Gamnaak me.n
Josh Malihabadi
Nazm
ahd-e-saza
nuzuul-e-habs hu.aa hai falak se ai 'jaalib'
ghuTaa ghuTaa hii sahii dam ghaTaa kii baat na kar
Habib Jalib
Nazm
iztirab
jahaa.n hii iztiraab hai
hazaar-haa kavaakib-o-nujuum-haa-e-kahkashaa.n se