SEARCH RESULTS
Showing search results for "paara"
Nazm MATCHES FOR "paara"
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn۔e۔Insha
Nazm
taj-mahal
aflaak se yaa kaahkashaa.n TuuT pa.Dii hai
yaa ko.ii hasiina hai ki be-parda kha.Dii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
ishq aur maut
Garaz is qadar ye nazaara thaa pyaaraa
ki nazaargii ho saraapaa nazaaraa
Allama Iqbal
Nazm
bewa ki KHud-kushi
haa.n magar ik samt ik goshe me.n ko.ii nauhagar
le rahii hai karvaTo.n par karvaTe.n dil thaam kar
Kaifi Azmi
Nazm
gunah
KHaak-aaluuda o afsurdaa-o-Gamgiin-o-nezaar
paara-paara the mirii ruuh ke taar
Noon Meem Rashid
Nazm
pas-e-aina
vo aadmii ki sabhii ro.e jin kii mayyat par
mai.n us ko zer-e-kafan KHanda-zan bhii dekhtaa huu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
tumhe.n ye jis din pata chalegaa
hayaat ra.ng-e-hinaa nahii.n hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek zan-e-KHana-ba-dosh
tum ne dekhii hai kabhii ek zan-e-KHaana-ba-dosh
jis ke KHeme se pare raat kii taariikii me.n