SEARCH RESULTS
Showing search results for "paidaa"
Nazm MATCHES FOR "paidaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
naam letaa hai agar ko.ii hamaaraa to Gariib
parda rakhtaa hai agar ko.ii tumhaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
jahaa.n chhup gayaa parda-e-ra.ng me.n
lahuu kii hai gardish rag-e-sang me.n
Allama Iqbal
Nazm
lauh-o-qalam
baaqii hai lahuu dil me.n to har ashk se paidaa
ra.ng-e-lab-o-ruKHsaar-e-sanam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
anjum-e-kam-zau giraftaar-e-tilism-e-maahtaab
dekhtaa kyaa huu.n ki vo paik-e-jahaa.n-paimaa KHizr
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
har ek chiiz se paidaa KHudaa kii qudarat hai
ko.ii ba.Daa ko.ii chhoTaa ye us kii hikmat hai
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
gar aap ko maaluum nahii.n merii haqiiqat
paidaa nahii.n kuchh is se qusuur-e-hamaadaanii
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nai tahzib
na paidaa hogii KHat-e-nasKH se shaan-e-adab-aagii.n
na nastaaliiq harf is taur se zeb-e-raqam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
yaad-e-aligarh
badal de.n zamaane ko vo hausla thaa
har ik dil me.n paidaa nayaa valvala thaa