SEARCH RESULTS
Showing search results for "palla"
Nazm MATCHES FOR "palla"
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
to ham ne use kyuu.n paalaa hai
kyaa sher bahut naalaa.eq hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
iltija-e-musafir
jalaa ke jis kii mohabbat ne daftar-e-man-o-tuu
havaa-e-aish me.n paalaa kiyaa javaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
miyaan-e-sahn lagaayaa thaa laa ke ik paudaa
jo aab-o-aatish-o-KHaak-o-havaa se paltaa hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
har naqsh-e-paa ko taaj-e-gulistaa.n kiye hu.e
sau tuur ik nigaah me.n pinhaa.n kiye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
ek taswir-e-rang
tuu ne raahat kii tamannaa me.n jo Gam paalaa hai
vo tirii ruuh ko aabaad na hone degaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
inhii.n fazaa.o.n me.n bachpan palaa thaa 'KHusrav' kaa
isii zamii.n se uThe 'tansen' aur 'akbar'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
munajat-e-bewa
jaan se aur pahchaan se baahar
aql se ko.ii paa nahii.n saktaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
do beTo.n ko kyaa paalaa naadaa.n ye samajhtii thii
is daulat-e-duniyaa kii maalik vahii tanhaa hai
Zehra Nigaah
Nazm
husn aur maut
KHizaa.n ke jaur-o-sitam ko na jis ne dekhaa ho
bahaar ne jise KHuun-e-jigar se paalaa ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad
vo to tuufaan thii, sailaab ne paalaa thaa use
us kii mad.hosh uma.ngo.n kaa fusuu.n kyaa kahiye