SEARCH RESULTS
Showing search results for "parvaana"
Nazm MATCHES FOR "parvaana"
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
padmani
tuu vo thii sham.a ki parvaana banaayaa tujh ko
tuu vo lailaa thii ki diivaana banaayaa tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
us sham.a-ruu kaa jab se parvaana ban gayaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
tum ko parvaana ataa hogaa KHitaab o jaah kaa
tum ko ohde de ke laalach me.n pha.nsaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ghaalib
raat ko aksar hotaa hai parvaane aa kar
Table lamp ke gard ikaTThe ho jaate hai.n
Gulzar
Nazm
siyasi bengan
islaam ta.ajjub se a.ngusht ba-dandaa.n hai
marghaT me.n jale sham.a tauhiid kaa parvaana
Zareef Lakhnavi
Nazm
be-wafa kaise banun
jis jagah ho.ngii tire husn kii sham.e.n raushan
teraa parvaana vahii.n aa.egaa jal jaa.egaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
mushaera
hamaarii bazm-e-adab kaa hai jashn-e-saalaana
jalii hai sham-e-suKHan raqs me.n hai parvaana
Syed Mohammad Jafri
Nazm
shakespeare
aaj sham.o.n se ye kah do ki KHabar-daar rahe.n
aaj bedaar hai KHaakistar-e-parvaana-e-dil
Jagan Nath Azad
Nazm
aurat
dil ke diivaano.n ko parvaana banaa rakkhaa hai
jab tire shahr-e-nigaaraa.n se guzartaa huu.n kabhii
Bismil Aazmi
Nazm
nur-jahan
vo sham-e-shab-afroz thii parvaana jahaa.ngiir
ye baat bhii dono.n kii mohabbat se ayaa.n thii