SEARCH RESULTS
Showing search results for "parvar"
Nazm MATCHES FOR "parvar"
Nazm
wo
kis qadar pairaaya parvar aur kitnii saada-kaar
kis qadar sanjiida o KHaamosh kitnii baa-vaqaar
Jaun Eliya
Nazm
jashn-e-ghaalib
turbat hai kahaa.n us kii maskan thaa kahaa.n us kaa
ab apne suKHan-parvar zehno.n me.n savaal aayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek laDka
vo aashufta-mizaaj andoh-parvar iztiraab-aasaa
jise tum puuchhte rahte ho kab kaa mar chukaa zaalim
Akhtarul Iman
Nazm
mere ahd ke hasino
mire ahd ke hasiino vo nazar-navaaz taare
miraa daur-e-ishq-parvar tumhe.n nazr de rahaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai maah-e-she.r-parvar o mehr-e-suKHan-varii
ai aab-o-ra.ng-e-'haafiz' o ai husn-e-'anvarii'
Josh Malihabadi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
ki banda-parvar
huzuur ke hujra-e-ma.attar me.n ek laasha pa.Daa hu.aa hai
Fahmida Riaz
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
terii jins-e-ilm-parvar ke KHariidaaro.n me.n the
jaan-o-dil se tere jalvo.n ke parastaaro.n me.n the
Josh Malihabadi
Nazm
yakum may
tum magar rakhte ho ek insaan kii nok aur palak
''be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
baghi
shor-e-naala se dar-e-arz-o-samaa.n to.Duu.ngaa
zulm-parvar ravish-e-ahl-e-jahaa.n to.Duu.ngaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
meri shaeri
mirii shaa.erii Gamgusaaro.n kii duniyaa
falak mahr-parvar zamii.n mah-jabii.n hai