SEARCH RESULTS
Showing search results for "parvardigaar"
Nazm MATCHES FOR "parvardigaar"
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ramayan ka ek scene
shaayad KHizaa.n se shakl 'ayaa.n ho bahaar kii
kuchh maslahat isii me.n ho parvardigaar kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
ye samaa.n aur ik qavii insaan ya.anii kaast-kaar
irtiqaa kaa peshvaa tahziib kaa parvardigaar
Josh Malihabadi
Nazm
dilli se wapsi
mahfil-e-saaqii salaamat bazm-e-anjum barqaraar
naazniinaan-e-haram par rahmat-e-parvardigaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chhabbis january
paale hai.n dono.n ek hii parvardigaar ke
ham bhaartii shikaar hai.n apne hii vaar ke
Nazeer Banarasi
Nazm
haweli
jaantaa huu.n maut kaa ham-saaz o hamdam kaun hai
kaun hai parvardigaar-e-bazm-e-maatam kaun hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
aaftab
har chiiz kii hayaat kaa parvardigaar tuu
zaa.iidgaan-e-nuur kaa hai taajdaar tuu
Allama Iqbal
Nazm
hawwa ki beTi
khelte hai.n aaj bhii tujh se yahii sarmaaya-daar
ye tamaddun ke KHudaa tahziib ke parvardigaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
takmil
musavvirii kii ik umda misaal lagtii thii
ko.ii inaa.yat-e-parvar-digaar ho jaise
Aleena Itrat
Nazm
aaTa
haif hai insaan kar de is par jannat tak nisaar
sab ko gandum se bachaanaa ai mire parvardigaar
Shaukat Thanvi
Nazm
pani
paanii to ek ne.amat-e-parvardigaar hai
paanii mile to baaG hai rang-e-bahaar hai
Firoz Rasheed
Nazm
munkir ka KHauf
magar is kaa mudaavaa kyaa
ki vo parvardigaar-e-zor-e-hikmat apnii niindo.n me.n
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
shikast
magar abhii mire maathe pe nuur raqsaa.n hai
mirii shikast se parvardigaar larzaa.n hai